Biwi ko manane ka tariqa

yeh nuskhay market se khareedain ge to aap ko fi nuskha aik hazaar rupay ka parre ga lekin company ke mashori aur aap ki nijaat ke liye yeh nuskhay muft, muft aur muft. jee mein aaya .


Biwi ko manane ka tariqa, Short Urdu stories, urdu articles

Apni biwi ko games khailnay par laga den jab is ko changi terhan game ki latt par jaye to game ko computer se delete kar den jab kabhi biwi baat nah manay to is ko game ka lalach den. afaqa ho ga .

Biwi ki koi si kamzoree maslan shopping ya koi bhi fav food waghera dhoond kar rakhain aur jab bhi baat mnwani ho is ki aik jhalak dikha kar baat mnwayin be shak cheez ko khareed kar dilwanay ka keh den magar khareed kar mat den warna agli dafaa ke liye yeh nuskha kaar amad nahi raha ga. agar koi nai cheez biwi ko pasand aagai ho to aur baat hai .

biwi ne make up kya ho ya nah kya howa tareef karne ko apna vtirah bana len .
kuch maano aur kuch Manwao ke tehat biwi ki aik manen aur apni be shumaar mnwayin nah maan-ne ki soorat main aglay nuskhay par amal karen. agar aap ne aik maan li hai aur be shumaar manwane ma nakam  hain to fikar karne ki zaroorat nahi hai foran kitchen Main guss  jayen aur aatta gondhna shuru kar den. aap dekhen ge ke do minute ke andar andar hi aap ki baat maan li jaye gi .

agar aap ki biwi rona shuru kar deti hai aur aap is ko chup karanay mein nakaam ho jatay ha to Aap is se ziyada onche aawaz ma rona  shuru kar Yaqeen  karen woh foran chup ho jaye gi. agar yaqeen nah aeye to aazma kar dekh len.
Wessa agar ap ki biwi zayada bolti ha to ap usa novelsinurduyani hamari site ka pata b bta sakta ha yaqeen maneya us ko urdu novels parhana ka ilawa koi or kam yad e ni raha ga or agar is sa b kam na chala to ap usa Spynovels parhaiya J


For more stories and Novels ka lia apni raya necha comment box ma dana na boliya ga :)

0 comments:

Post a Comment

 
Famous Urdu Novels | Umera Ahmed Novels | Romantic Urdu Novels | read online urdu novels © 2013. All Rights Reserved. Powered by Blogger
Top